|
Written by SSCHUG
|
|
Tuesday, 29 June 2010 14:47 |

Prani ke man mei utpan hone wale sabhi parkar ke vichar netro(eyes) ke madhyam se hi hote hai. Kisi ke sundarta ko dekh kar man mei puran sharda aur samman ka bhav bhe paida ho skta hai aur vasna ka bhee.
Mata Sita ko dekh kar vibhishan ke man mei samman aur puja ka bhav utpan hua. wahi dusri aur us ke Bhai Ravan ke man mei vasna ka bahv utpan hua.
|
|
Last Updated on Thursday, 08 July 2010 16:10 |